Karigar
Hamare karigaron ka kaam
Aap karigar hain?Apni profile free banayein aur naye customer paayein.
Karigaron ka kaam
Kaam ke video
Aksar pooche jaane wale sawal
Kya customer ke liye ye seva free hai?
Ji haan. Karigar dhoondhna, profile dekhna aur call ya WhatsApp karna bilkul free hai.
Karigar kaise judein?
"Karigar Register" me apna naam, kaam, area, mobile number aur kaam ki photos daalein. Registration free hai.
Rate aur bhugtan kaise tay hota hai?
Rate aur bhugtan customer aur karigar aapas me tay karte hain. Kaam hone ke baad kripya review zaroor dein.
Agar mere area me koi karigar na ho to?
Kripya paas ka area try karein. Naye karigar lagatar jud rahe hain.
Ye kaise kaam karta hai
1
Area chunein
Apna area likhein aur zaroorat ka kaam chunein.
2
Profile dekhein
Experience, kaam ki photos aur customer reviews dekhein.
3
Seedha sampark karein
Call ya WhatsApp karke kaam tay karein.